Falak tak chal saath mere
Falak tak chal saath chal
Falak tak chal saath mere
Falak tak chal saath chal
Yeh badal ki chaadar
Yeh taaro ke anchal
Mein chup jaye hum, pal do pal
Hooo..oo..
Falak tak chal saath mere
Falak tak chal saath chal
Dheko kahan aa gaye hum sanam saath chalte
Jahan din ki bahon mein rathon ke saaye hai dhalte
Chal woh chowbare dhonde, gin mein chahat ki boonde
Sach kar de sapno ko sabhi
Hooo..
Aankho ko neeche neeche, mein tere peeche peeche
Chal du jo keh de tu abhi
Bahron ke chaat ho, dua oon ka haat ho
Padthe rahe yeh gazal
Hoo..ohh
Falak tak chal saath mere
Falak tak chal saath chal
Dheka nahin mein ne pehle kabhi yeh nazara
Badla huwa sa lage mujhko aalam yeh sara
Suraj ko huyi hai rarat, raaton ko kare shararat
Bheita hai khidki pe teri
Haaannnn
Is baat pe chand bhi bigda, kathra kathra woh pigla
Bhar aaya aankho mein meri
Toh suraj bhuja doon, tujhe mein saja doon
Savera ho tujh se hi kal
Hooo…oo.
Falak tak chal saath mere
Falak tak chal saath chal
Yeh badal ki chaadar
Yeh taaro ke anchal
Mein chup jaye hum, pal do pal
Hooo..oo..
Falak tak chal saath mere
Falak tak chal saath chal
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment